Aankhon Aankhon Mein – Mahal
aankho aankhon mein hum tum ho gaye deewaane
In elkaars ogen zijn we gek geworden
baaton baaton mein dekho, ban gaye afsaane
Kijk in onze gesprekken, is zijn verhalen ontstaan
yaad karo ye sabne kaha tha
Herinner je wat iedereen zei:
dil jo diya to, ye haal hoga
chain naa aayega, neend naa aayegi
“Als je je hart geeft, wordt dit je toestand.
Je zult geen rust krijgen, je zult geen slaap krijgen.”
kisi ka kaha, hum tum maane nahin maane
Of we iemands woorden nou accepteren of niet
baaton baaton mein dekho, ban gaye afsaane
hum ajnabee the, tum the paraaye
Ik was een vreemde, jij was een vreemde
ek dusare ke dil mein samaaye
Wonend in elkaars hart
hum aur tum mein uf yeh mohabbat
In mij en jou, deze liefde,
kaise ho gayee, hum tum jaane nahin jaane
hoe is het gebeurd, of we het nou weten of niet
baaton baaton mein dekho, ban gaye afsaane
itne haseen yeh tanhaiyaan hai
Zo mooi zijn deze eenzaamheden
tanhaaiyo mein ruswaaiyaa hai
In eenzaamheden zijn er geruchten
ruswaaiyo se darte nahin hum
Wij zijn niet bang voor geruchten
chhodo pyaar ki baate, chhodo ye bahaane
Laat die liefdespraatjes, laat deze excusen
baaton baaton mein dekho, ban gaye afsaane
aankho aankhon mein hum tum ho gaye deewaane
baaton baaton mein dekho, ban gaye afsaane
Plaats een Reactie
Meepraten?Draag gerust bij!